Aeh! Moj-e-Hawa
Tu he batta !!
Wo dost Humara kesa hai?
Jo bhool chuka hai humein kab say !
Wo jo jan se pyara kaisa hai?
Kya us ky Jeevan Lamhon mein…
Koi Lamha mera baaqi Hai?
Kya us ki jaagti ankho mein...
meri Yaad abhi bhi baqi hai?
Agr aisa nahi toh!!!
Tu he Bata,,,
Hum yad Ussey kyun kartay hain?
Wo Hum se bichar k khush hai agar!
TOh pal pal kyun hUm martay hain?
AEh!! “moj-Hawa” tu hi bata,,!!

































LinkBack URL
About LinkBacks












