[CENTER][SIZE="4"][COLOR="Blue"][FONT="Comic Sans MS"]Na tujh pay jafa ka koi ilzaam
Na main apni ulfat pay sharamsaar
Tagaaful na pashaymaani na koi shikayat
Bus zindgi ko daikha apnay apnay andaaz say humnay
Main ishq ko samjhtaa huiN zindgi ka muqaddar
Toonay muqqadar ko bus zindgi samjhaa
MaiN jin zulmatoN pay uthaata raha barbat-I-bagaawat
Toonay unhee Aqaayud ko raushni samjhaa
MaiN banaataa hi raha haseeN khwaaboN kay ghroNday
Mujhko na tha pata ki tera guzar inmaiN kahaN
Tu to dhooNdhti phirti thi ik kafas sandli
Maray tassuvar main tha teray liyay ik aazaad jahaN
MaiNnay to chahaa tha tum humqadam ho kay chalo
Tumnay virsay main paya hai magar aqeedat ka bharum
Meri ulfat to thi braabar ki dosti
Teri ulfat rahi meri mohtaaj-i-karam
Meri tamanna thi ki tu mujhay

































LinkBack URL
About LinkBacks












