Bura na mana agar"Tujko main payar karta hoo"
Gunah kon sa aisa"Main yaar karta hoo"
Meri khataon main meri samaj ka"Nahi koi dhakal"
Main jo bhi karta hoo"Be-iktyar karta hoo"
Tu kitnaye payar kaye qabil hai"Kiya khabar muj ko"
Kaye main to jitna bi mumkin"Hai payar karta ho"
Woh ghair hoo ya sajan"Koi bi ho magar us saye"
Main tera tazkara"Dewana war karta hoo"
Khuda ki duniyah saye itni"Muhabbat ni hai shayed"
Khuda k bik bandye ko main"Jitna payar karta ho"





LinkBack URL
About LinkBacks










