maktab-e-ishq mein peish aaye sawalo ki terha,
hum paryshaa'n hi rahy apny khayalo'n ki terha,
jab bhi anjaam-e-mohabat me pukara khud ko,
waqt ney peish kia hum ko misaalo'n ki terha,
zikr jub hoga mohbat mein tabahi ka kahein,
yaad hum aein gay dunya ko hawaalo'n ki terh,
haay ALLAH may marjawa'n sha'ir oye,,,

































LinkBack URL
About LinkBacks













