ik teray naam say kitni yadain bekul ho jati hain
main rona nahi chahti lakin ankhain jhul thul ho jati hain
kahan say aye janay mujh main itni shiddat itni chahat
tujh say judai ka soch kay meri apni sansain katil ho jati hain
jo jo sun ker hunstay thay ab sub samujh main aata hai
bicher ker kisi say kaisay bala heerain pagal ho jati hain
jub sub derwazay bund huway to der khula duaoon ka
us kay karam say dekha akser rahain manzil ho jati hain

































LinkBack URL
About LinkBacks









eldone3 BOHAT KHOOB DEAR



