Hello Guest! Lets Join? URDU WORLD FORUM!

is Largest Urdu Forum on net, Read & Share Poetry and a Lot more Register Now!

Already a member? Click to sign in!



Notices
 
  • Amused
  • Angry
  • Annoyed
  • Awesome
  • Bemused
  • Cocky
  • Cool
  • Crazy
  • Crying
  • Depressed
  • Down
  • Embarrased
  • Enraged
  • Friendly
  • Geeky
  • Godly
  • Happy
  • Hateful
  • Hungry
  • Innocent
  • Meh
  • Piratey
  • Poorly
  • Sad
  • Secret
  • Shy
  • Sneaky
  • Tired
  • Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai...

    This is a discussion on Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... within the Urdu Poetry / Sher o Shayari part of the Shayari / Urdu Poetry category of Urdu Poetry / Shayari | Islamic Art | Al-Quran & Hadith | Book Download | Gup Shup & more, Anokhi Waza Hai Saray Zamanay Say Niralay Hain Yeh Aashiq Kaunsi Basti Kay Yaa Rab Rehnay Walay Hain Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai ... tags: aah, allah, badal, chand, dost

      
    Bookmark and Share
    Results 1 to 7 of 7
    1. Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #1
      Suheb is offline Member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Mar 2008
      Posts
      5
      Anokhi Waza Hai Saray Zamanay Say Niralay Hain
      Yeh Aashiq Kaunsi Basti Kay Yaa Rab Rehnay Walay Hain

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Jahan Main Hain Ibrat Kay Har Su Namoonay
      Magar Tujhko Andha Kiya Rang-o-Bu Nay
      Kabhi Ghaur Say Bhi Yeh Dekha Hai Tu Nay
      Jo Maamoor Thay Wo Mehel Ab Hain Sooonay

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Milay Khaak Main Ahl-e-Shaan Kesay Kesay
      Makeen Ho Gaye La Makaan Kesay Kesay
      Huey Namwar Bay Nishaan Kesay Kesay
      Zameen Kha Gayee NauJawan Kesay Kesay

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Zameen Kay Huey Log Paiwand Kya Kya
      Maluk-o-Huzur-o-Khudawand Kya Kya
      Dikhaye Ga Tu Chand Roz Kya Kya
      Ajal Nay Picharray Tan-o-Mand Kya Kya

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Ajal Nay Na Kisra Hi Chora Na Daara
      Isi Say Sikandar Sa Fateh Bhi Hara
      Har Aik Chor Kay Kya Kya Hasrat Sidhara
      Parra Reh Gaya Sab Yahin Khaat Sara

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Tujhay Pehlay Bachpan Nay Barson Khilaya
      Jawani Nay Phir Tujhko Majnoon Banaya
      Burr`haapay Nay Phir Aa Kay Kya Kya Sataya
      Ajal Tera Kar Day Ge Bilkul Safaya

      Yehi Tujhko Dhun Hai Rahun Sab Say Bala
      Ho Zeenat Nirali Ho Fashion Nirala
      Jiya Karta Hai Kya Yunhi Marnay Wala
      Tujhay Husn-e-Zahir Nay Dhokay Main Dala

      Wo Hai Aaish-o-Ishrat Ka Koi Mehel Bhi
      Jahan Taak Main Khari Ho Ajal Bhi
      Bas Ab Is Jahalat Say Tu Nikal Bhi
      Yeh Tarz-e-Maishat Ab Apna Badal Bhi

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Yeh Duniya-e-Fani Hai Mehboob Tujhko
      Hui Wah Kya Cheez Marghub Tujhko
      Nahin Aqal Itni Bhi Majzoob Tujhko
      Samajh Lena Ab Chahiye Khoob Tujhko

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Burr`hapay Say Paa Kar Payam-e-Qaza Bhi
      Na Chaunka Na Cheeta Na Samnbhla Zara Bhi
      Koi Teri Ghaflat Ki Hai Inteha Bhi
      Junoon Chor Kar Apnay Hoshon Main Aa Bhi

      Jab Is Bazm Say Chal Diye Dost Aksar
      Aur Uthtay Chalay Ja Rahay Hain Baraabar
      Har Waqt Paish-e-Nazar Hai Yeh Manzar
      Yahan Par Tera Dil Behelta Hai Kionkar

      Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai
      Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai

      Jahan Main Kahin Shor-e-Maatam Bapa Hai
      Kahin Fikr-o-Faqah Say Aah-o-Baqa Hai
      Kahin Shikwa`Jor-o-Makr-o-Dawa Hai
      Gharz Har Taraf Say Yehi Bas Sada Hai

      Junaid jamsheed.....
       

    2. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #2
      syed18jan is offline Member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Mar 2008
      Posts
      1
      This poem is only read by Junaid Jamdshed...
      It is written by HAZRAT MAJZOOB (RA)

      {Anokhi Waza Hai Saray Zamanay Say Niralay Hain...
      Yeh Aashiq Kaunsi Basti Kay Yaa Rab Rehnay Walay Hain...}


      THE ABOVE SHAIR IS NOT BELONG THE ORIGINAL POEM

      REGARDS
      SYED SALMAN ALI
       

    3. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #3
      Yasmin Ahmad is offline Companion member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Apr 2007
      Posts
      2,881
      "jaga jee laganay ki duniya neigh hai".................bilk ul.......yaqeenan
       

    4. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #4
      IAMPRINCE is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Mar 2007
      Posts
      402
      Salam
      Umda Nice
       

    5. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #5
      dil_shah is offline Companion member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Aug 2007
      Posts
      2,532
      Sobhan Allah Mash Allah
       

    6. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #6
      startdust is offline Member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Jun 2008
      Posts
      0
      Quote Originally Posted by syed18jan View Post
      This poem is only read by Junaid Jamdshed...
      It is written by HAZRAT MAJZOOB (RA)

      {Anokhi Waza Hai Saray Zamanay Say Niralay Hain...
      Yeh Aashiq Kaunsi Basti Kay Yaa Rab Rehnay Walay Hain...}


      THE ABOVE SHAIR IS NOT BELONG THE ORIGINAL POEM

      REGARDS
      SYED SALMAN ALI
      Jaga jee laganay ki dunya nahee hai ..
      this was originally recited by famous naat khwan Mushtaq Qadiri marhom and afterwards Junaid Jamshed copied it but changed the style. you can search on google and downloaded the original recitation by Mushtaq Qadiri marhoom.
       

    7. Re: Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... 
      #7
      smumair10 is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Sep 2007
      Location
      Proud 2 b Karachites
      Posts
      17,801
      Subhan Allah., bohat zabardast
       

    LinkBacks (?)


    Similar Threads

    1. Duniya men hun duniya ka talab_gar nahin hun :Akber Allahabadi
      By Abdus Samad Shaikh in forum Urdu Poetry / Sher o Shayari
      Replies: 28
      Last Post: 02-22-2010, 06:33 AM
    2. Taliban Duniya Main Har Jaga Hain
      By munda_khi in forum Pakistan, Politics & Current Affairs
      Replies: 0
      Last Post: 02-25-2009, 09:51 PM
    3. Utho meri duniya key gariboun ko jaga dou
      By smumair10 in forum Urdu Poetry / Sher o Shayari
      Replies: 10
      Last Post: 01-11-2009, 11:33 PM
    4. Dil Laganay Ko Ji Nahin Kerta
      By Be+ve in forum Poet's Club - (Publish Your Poetry)
      Replies: 8
      Last Post: 07-11-2006, 10:03 AM
    5. Jagaa Jee laganay Ki duniya nahin hai !!!
      By uzairkhan in forum Urdu Poetry / Sher o Shayari
      Replies: 1
      Last Post: 12-06-2005, 02:37 PM

    Visitors found this page by searching for:

    jaga jee laganay ki dunya nahi hai

    jaga jee lagane ki dunya nahi hai

    jaga jee laganay ki dunya nahi hai in urdu

    jaga ji lagane ki dunya nahi hai in urdu

    jaga gi lagane ki dunya nahain he download

    jaga jee lagane ki dunya nahi hai shayari

    jaga ji lagane ki dunya nahi hai video download

    jaga ji lagane ki dunya nahi hai video free download

    jaga jee lagane ki duniya nahi haijaga jee laganay ki dunya nahi hai urdujaga jee lagane ki urdu poetryjaga ji lagane ki dunya nahi hai by allama iqbaljaga ji lagane ki dunya nahi hai shayaripoetry in urdu jaga jee laganay ki dunya nahijaga ji lagany ki duniya nahi ha naat video downlodjagah jee lgana k dunya nhi hajagah jee lagane ki duniya nahi full shayarijaga ji lagane ki dunya nahi hai naat downloadjaga jee lagane ki dunya nahi hai full ghazaljaga ji lagane ki dunya nahi hai downlaojaga ji lagane ki dunya nahi hai downloadjaga jee lagana k duniya nhi hcomplete poetry jaga ji lagane ki dunya nahi haijaga ji lagane ki dunya nahi hai in urdu poetryJaga gi lagany ki dunya nahi he free download
    Tags for this Thread

    View Tag Cloud

    Bookmarks
    Bookmarks
    Posting Permissions
    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •