misaal-e-parah jigar beqaraar rehta heyyeh aarzoo hey meri ik dafa tu keh dey zara
ghuzaaR leti hoon shab din ka aar rehta hai
kisi ka yooN to hua kauN umar bhar phir bhi
mujhe kyuN ab bhi tera intzaar rahta hai
ya janti hooN maiN tu to wafa shanas nahiN
gila mujhe phir bhi hazaar rahta hai
subha phir maiN ne rukh-e-laala pe nami paayi
koi to mere liye ashk-baar rahta hai
sambhal sambhal ke uthao qadam bahaar aayi
chamaN bhi in dinoN kuchh khaardar rehta hai
tu paas ho na ho mere magar hama waqt….
meri dua ka terey gird hisaar rehta hai
k is sheher mein koyi jaan nisar rehta hai……

































LinkBack URL
About LinkBacks













