Jab tu paida hua kitna majboor tha
Yeh jahan teri sochon se bhi door tha
Hath paon bhi teray apnay na thay
Teri ankhon mia duniya k sapnay na thay
Tujh ko ata tha jo sirf rona hi tha
Doodh pee keh tera kaam sona hi tha
Tujh ko chalna sikhaya maa nay teri
Tujh ko dil mai basaya tha maa nay teri
Maa k saye mai parwan chernay laga
Waqt k sath qud tera bharnay laga
Dheeray dheeray tu kerail jawan ho ga
Tujh peh sara jahan meherban ho gaya
Zore bazo peh tu baat kernay laga
Khud hi sajnay laga khud sanwarnay laga
Aik din aik haseena tujhay bha gaye
bun k dulhan who phir teray ghur ah gaye
farz apnay se tu door honay laga
beejh nafrat ka khud tu bonay laga
phir tu maa baap ko bhi bhulanay laga
teer baton k phir tu chalanay laga
bat peh baat un se tu larnay laga
qaeda ik naya phir tu parhnay laga
yaad ker tujh se maa nay kaha ik din
abh hamara guzara nahi tera bin
sun keh yeh baat tu taish mai ah gaya
tera ghussa teri aqal kha gaya
josh mai ah k tu nay yeh maa se kaha
main tha khamosh sub hi dekhta raha
ajj kehta hon peecha mera chor do
jo hai rishta mera tum se who tor do
jao ja k kahin kaam dhanda kero
log mertay hain tum b kahin ja k mero
beth ker wo ahaain bhertay thay wooh raat bher
un ki ahon ka tujh peh hua na aser
aik din baap tera chala gaya rooth ker
kaisay bikhari thi phir teri maa toot ker
phir wo be bas ajal ko bulati rahi
zindagi her roz us ko satate rahi
ik din mot ko bhi tars ah gaya
es ka rona bhi taqdeer ko bha gaya
ashk ankhon mai thay who rozana hoe
mot ka aik hichki bahana hoe
ik sakoo

































LinkBack URL
About LinkBacks














eldone3



