Yoon na ho keh khafa rehty rehty hi khaak main barr ho jain
Tum mery paas chali aao keh amar ho jain
Juda rhy to shab-a-hijr ki zulmat ujaar daly gi
Aan milo to is zulmat main maanind-a-qamar ho jain
Jo tum nhi ho to yeh tanhaiyaan hi faateh hain
Jo mera saath do to yaab-a-zafar ho jain.





LinkBack URL
About LinkBacks












