Itna Aitbaar To Apni Saanson Ka Na Tha
Jitna Aapki Baaton Par Kiya Hai
Itna Intezar To Apni Dhadkano Ka Na Kiya
Jitna Aapke Aane Ka Hai

Dil Ki Deewaron Pe Meri Ek Tera Hi Naam Likha Hai
Mitana Bhi Chahun To Mitaya Nahi Jaata
Saansen Rukne Se Pehle Ek Jhalak Dikha Jana
Bewafa Zindagi Ka Aitbaar Ab Kiya Nahi Jaata