is Largest Urdu Forum on net, Read & Share Poetry and a Lot more Register Now!
Already a member? Click to sign in!
This is a discussion on Meri Khani Meri Zbani(Mery Sath hee esa Kyno Hova) within the Urdu Adab / Literature part of the Urdu Adab category of Urdu Poetry / Shayari | Islamic Art | Al-Quran & Hadith | Book Download | Gup Shup & more, ... tags: allah, das, dua, dukh, jamil
|
|
Bara afsoos howa aap ki dukh bhari dastaan perh k..
ALLAH aap ko SABRE JAMIL ata karey.
Buhat afsoas howa bilal aap ka dukh jaan kay
HUm tu sirf Dua he ker saktay hain kay Allah aap ko sabr aat farmai /dua
hmm dekhain maut to har kissi ko ani hai iss ko roka nahi jaa sakta ...... dukh hota hia kay hum jin say piyar kartay hain unhain takleef ho aur wo hamain chor kar chalay jatay hain ... laikin hum kar to kuch bhi nahisaktay na ku kay jo bhi iss dunia main aya hai ussay wapis to jana hai .... iss liay yeah sochna kay hamaray sath he aysa ku howa galat hoga nashukri hogi.... atleast aap ko iss par to khush hona chahiya kay aap ko aysa insaan mila jo aapsay piyar karta tha jaisya aap kartay thay ..... iss liya unn kay liay duwa kijeay aur khush rahiya .... jo chalay gaay hain wapis nahi aa saktya laikin jo hamaray pass hain unn kay liay khush rahiya ....... dukh ka madawa to koi bhi nahi kar sakta ...... sirf tasalii dii ja sakti hai .... aap kay ghar walay aap ka sath dya rahay hain to aap bhi khush rahiya aur unn ke khushi main khush rahna seekhain /rose

bara afsos howa bhai app ki khani parh kar...leken Allah ke kaam tu wo he janta hai ...Allah app ko sabar-e-jamil ata karey Ameen suma Ameen /rose
/aw2
bohat afsos how....Allah app koo sabar dein, aur Naieema may her soul rest in peace....
daikhiya bilal jab bhe aapko unki yad aay to aap ek martaba unkay liya fataiha perh ke duaa kiya karain ke Allah Tallah unko janat main jagah de ... aur aap ko sabar dee...
Maut Tu bar haq hai HAQ KISI ko aani hai Iinsan k hath main kuch nahi hota
Shayed Ais main he ALLAH ki koi maslihat hogi...!!!
/dua ALLAH app ko Sabar Aata farmayeh
So sad allah aap ko saber day
bouth afsos hoya
Allah app ko saber day
may she reast in peace/dua
| « I Miss U | Muqaam-a-Hairat » |
| Tags for this Thread |