Jab Mohabbat Ka Janoon Tha Wo Zamana Or Tha
Ab Ana Ka Maslah Hay Wo Khud Chal Kar Aaye Ga
is Largest Urdu Forum on net, Read & Share Poetry and a Lot more Register Now!
Already a member? Click to sign in!
This is a discussion on Aap ka Pasandeeda Sher...! within the GupShup part of the Family Forum category of Urdu Poetry / Shayari | Islamic Art | Al-Quran & Hadith | Book Download | Gup Shup & more, Jab Mohabbat Ka Janoon Tha Wo Zamana Or Tha Ab Ana Ka Maslah Hay Wo Khud Chal Kar Aaye Ga... tags: aa, art, barish, ghalib, hai
|
|
Jab Mohabbat Ka Janoon Tha Wo Zamana Or Tha
Ab Ana Ka Maslah Hay Wo Khud Chal Kar Aaye Ga
Main Bhi Bohat Ajeeb Hoon, Itna Ajeeb Hoon Keh Bas
Khud Ko Tabah Kar Liya Or Malaal Tak Nahi
Ulfat Ka Maza Jab Hay Keh Wo Bhi Ho Be Qaraar
Dono Taraf Ho Aag Baraber Lagi Hoii
Nazar Rakh Us Ki Rahmat Per Mat Ghabra Ay Doubnay Walay
Keh Jis Darya Main Toufaan Hay Usi Main Us Ki Rahmat Hay
Ab Ye Socha Hay Keh Apni Zaat Main Simtay Rahay
Hum Nay Kar Kay Dekh Le Sab Say Shanasaii Bohat
Sab Kay Honton Pay Tabas-sum Tha Meray Qtal Kay Baad
Janay Kia Soch Kar Rota Raha Qatil Tanha
Sab Kay Honton Pay Tabas-sum Tha Meray Qtal Kay Baad
Janay Kia Soch Kar Rota Raha Qatil Tanha
Kuch Ishq Tha , Kuch Majbori Thi , So Main Nay Jeewan Haar Dia
Main Kesa Zinda Aadmi Tha, Ak Shaks Main Mujh Ko Maar Dia
Kuch Ishq Tha , Kuch Majbori Thi , So Main Nay Jeewan Haar Dia
Main Kesa Zinda Aadmi Tha, Ak Shaks Main Mujh Ko Maar Dia
rang barsat nay bhare kuch to
zakhm dil kay hoie hare kuch to
| « Kya waqt hua hai ? | Ginti Giniye... » |
| Tags for this Thread |