Assalamualaikum wr wb!
ummeed hai Allah k Fazl-o-karam se sab kheriyat se hongay InshaAllah
aaj yun hi bethi thi k socha kuch MUFEED ghareloo totkay aapke saath share kerloon
ye kuch ziyada hi MUFEED hain
1).agar aapko kutta kaat le to aap usko kaat lein.hisaab baraber
2).doodh phat jaye to usko white dhagey se se lain.kisi ko pata bhi nahi chalega
3).agar aapka qad chota hai to 3,4 baar phansi le lain.agar bacha gaye to bohat faida hoga
4).agar aapke baal girtey hain to tind kerwalain.phir nahi giraingay
5).agar rang safaid kerna ho to fish kha ker milk pi lain.safaid hojaogay werna kam az kam design to ban hi jayega
to ye the me k MUFEED totkay
amal kernay se faida ho to duaon ma yaad rakhiyega![]()

































LinkBack URL
About LinkBacks













batao kitna afaqa huva 


)

lakin be fiker raho ye wala totka nahi aazmaoongi











