Salam Dosto
ek sey ek dukhi sahir suney or perhney ko miljata hai kuch ko perh ker tu dil khoon k ansu roota hai
or ager uss din kissi ka mood sadho ya bore
ore ho tu itni ghumzada dukhiyari shairi per ker banda sochney lagta hoga k yar mae zinda hi ku hou
iss bewafa, herjai zalim duniya mae.
....merjaney ko dil chata hoga
lekin apney dukho ko chupaker dosro k lubo pey muskan
![]()
bikherna asel baat hai
shayed issi ki liye janab Anwar Masood ney kaha tha...
Barey Namnak sey hotey hain anwar qehqahey terey
koi dewar-e-girya hai terey ashar k phechey.
tu dosto jis terha hum UW per bohat sareyyyyyy dosrey asha'ar share karety hain ku na kuch funny shair bhi share kerien ager kisi ek dukhi ya bore bandey ka mood bhi theek hogaya tu sumjho hasil zest howa.
tu shoro karien
mujh ko yaad araha hai khalid sahab ka ek shair....
Uss ka rishta na honey ka baiss uss ka abba tha
Sub heryan they aisa abba ussney kahan sey luba tha

































LinkBack URL
About LinkBacks

ho ya bore
ore ho tu itni ghumzada dukhiyari shairi per ker banda sochney lagta hoga k yar mae zinda hi ku hou
iss bewafa, herjai zalim duniya mae.
....merjaney ko dil chata hoga 
ker dosro k lubo pey muskan
bikherna asel baat hai 






![[SIGPIC]](http://forum.urduworld.com/signaturepics/sigpic195940_8.gif)










.png)






