![]()
Assalam o alaikum,
Kesay hain Gs key Bashindo?
Umeed hay Grmi Main load shedding
sey Lutf andooz ho rahey houn gay
Jaisa k aap ko Andaaza ho gya ho ga
Is thread ko baahir sey deikh ker
k Ander kya honey waala hay
Jaisa k Aik Contest Meila start ho raha hay
aur us main particiaption sey
sb Knni katra rahey hain
To
Is k ilaawa
Yahan
Aap sb ney apni Raaye deini hay
k Gs main kis tarah ki Activity rakhi jaaye k
ziada sey ziada Members Active rahein
aur sb Members usey hnsi khushi
qabool kr lein
aur Gee bhr ker Enjoy karein
Aap sb apney apney Ideas Peish karein
Agar aap key Ideas sb ko achay lagey
to InshaAllah wo Activity start krtey hain
So lets start
JazakAllah kheir
Regards
Gs Team





LinkBack URL
About LinkBacks




Kesay hain Gs key Bashindo?





aur Gee bhr ker Enjoy karein

to InshaAllah wo Activity start krtey hain
So lets start










![[SIGPIC]](http://forum.urduworld.com/signaturepics/sigpic195940_8.gif)













