Hello Guest! Lets Join? URDU WORLD FORUM!

is Largest Urdu Forum on net, Read & Share Poetry and a Lot more Register Now!

Already a member? Click to sign in!

Notices
 
  • Amused
  • Angry
  • Annoyed
  • Awesome
  • Bemused
  • Cocky
  • Cool
  • Crazy
  • Crying
  • Depressed
  • Down
  • Embarrased
  • Enraged
  • Friendly
  • Geeky
  • Godly
  • Happy
  • Hateful
  • Hungry
  • Innocent
  • Meh
  • Piratey
  • Poorly
  • Sad
  • Secret
  • Shy
  • Sneaky
  • Tired
  • Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai?

    This is a discussion on Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? within the Al-Quran & Hadith - The Islam part of the Islam Forum category of Urdu Poetry / Shayari | Islamic Art | Al-Quran & Hadith | Book Download | Gup Shup & more, Maen aik thread mein reply kar raha thaa aur kuch yaun likha... http://www.hallagulla.net/vb3/showpo...&postcount=231 Usolan tau yeh sawal kisi sister nay poochna chaheay thaa... laikin khair ... tags: allah, and, biwi, hallagulla, islam

    Bookmark and Share
    Page 1 of 3 123 LastLast
    Results 1 to 10 of 30
    1. Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #1
      . Guest
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Maen aik thread mein reply kar raha thaa aur kuch yaun likha...

      http://www.hallagulla.net/vb3/showpo...&postcount=231

      Usolan tau yeh sawal kisi sister nay poochna chaheay thaa... laikin khair maen hee pooch laita hoon.

      Explanation kuch iss tarhan sey hai keh... Islam tau bohat hee balanced mazhab hai jis mein har aik ki duties aur rights hain, checks and balances hain. Tau agar kisi adami ki biwi bad kirdaar hai tau woh ussay asani sey divorce kar sakta hai. Ma'amila khatum.

      Agar aik aurat ka husband bad character ka hau tau woh bhee khula lai saktee hai... Lakin yeh itna simple naheen. Aik tau iss surat mein ussay apna mehar chorna paray gaa aur phir jis tarhan sey Allah Taala nay aik mard o aurat kau banaya hai tau shadi kay asaraat aurat par hee atay hain. Wohi pregnancy sey guzartee hai aur motherhood hasil kartee hai... tau shadi mein maard o aurat ki investment hautee hai laikin aurat ki zyada. Kyon kay aik shadi shuda mard kau tau doosri aurat mil saktee hai laikin aik shada shuda aur 2 bachaun ki amma kau kam hee koyee qubool karay ga. Har adami ki khuwahish hautee hai kay uss ki biwi kanwari hau (I mean that's the way most guys think... there are offcourse exceptions!!!). Iss tamaam qissay kau daikhtay huay aik aurat kam hee apnay husband sey juda hauna chaheay gee.

      Tau sawal aap laugaun sey yeh hay keh aik shadi shuda aurat, keh jis ka shohr bad kirdaar hai (doosri aurtaun mein phirta hai), kay paas kiya options hain keh woh apnay shohr kau rahay raast par laa sakay. Ab shohr kay paas tau yeh divorce ki talwar bohat bari hai jau woh har waqt apni biwi kay sar par rakhay rekhta hai.

      tau aisee majboor aurat kiya karsaktee hai... mazhab ussay kia ikhtiyaar daita hai?

    2. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #2
      Irfan's Avatar
      Irfan is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Jul 2005
      Posts
      90,125

      Ab Aatay heen in halat may to bhai Islam nay urtoon kay Haqoq par jitnay tahfuzat dey heen wo dunay kay kise or mazahab may nhe heen. or baat bewaoon wali hay to humaray samnay humare nabi karim (S.A.W.) ke zindagi mujood hay On ke Ahadees mujood hay jis may unhoon nay on kay saray haqoq bayan key heen ab aghar Aj kal logh in haoqaoq ko nhe dekhtay wo or baat hay
      ise tara agher urat ka shuar agar islam kay manafi kaam karta hay to biwi ka yeh farz hay kay wo os ko os say Rokay or os ko sahe rasta par la nay ke Koshish karay or os kay baad bhe wo agher islam kay manafi kaam kar ta hay to os ko rah-e-rast par lanaay ke koshish karna urat ka farz banta hay or agher wo os ko islam kay manafi kaam karnay ka kehta hay to kise bhe sorat may wo nhe karna chahay

    3. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #3
      jet
      jet is offline Companion member
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Nov 2003
      Posts
      1,217
      jazakallah

    4. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #4
      . Guest
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Quote Originally Posted by ikirfan

      Ab Aatay heen in halat may to bhai Islam nay urtoon kay Haqoq par jitnay tahfuzat dey heen wo dunay kay kise or mazahab may nhe heen. or baat bewaoon wali hay to humaray samnay humare nabi karim (S.A.W.) ke zindagi mujood hay On ke Ahadees mujood hay jis may unhoon nay on kay saray haqoq bayan key heen ab aghar Aj kal logh in haoqaoq ko nhe dekhtay wo or baat hay
      ise tara agher urat ka shuar agar islam kay manafi kaam karta hay to biwi ka yeh farz hay kay wo os ko os say Rokay or os ko sahe rasta par la nay ke Koshish karay or os kay baad bhe wo agher islam kay manafi kaam kar ta hay to os ko rah-e-rast par lanaay ke koshish karna urat ka farz banta hay or agher wo os ko islam kay manafi kaam karnay ka kehta hay to kise bhe sorat may wo nhe karna chahay
      Bhai...

      Thanks for your reply.

      Aap ki tamaam bataain achi hain aur maen bhee iss baat kau maanta hoon keh aurat kau Islma mein jitnay huqooq milay hain uss sey zayda kaheen naheen... esp. wirasat ka.

      Aap nay kaha keh aurat kau apnay shohr kau mazhab sey manafi kamaun sey rokna chaheay... ab zahir see baat hai keh agar woh shohr aur aurtaun mein mulawwis hai tau apni biwi kay saath tau mukhlis na hua aur definitely mazhab kay khilaaf kiya kam kar sakta hai.

      Ab sawal yeh hey keh aik biwi akhir kau KIYA kar saktee hai aur KIS tarhan?

      Agar woh shohr kau kuch kahay tau woh uss ki zindagi ajeeran kar daiga... violent bhee hau sakta hai (kyon keh beharhaal mard aurat sey taqatwar hai) aur uss kay sar par divorce ki talwaar latkaay rakhay ga. kyon keh humari society mein divorce bura word sumjha jaata hai tau aur har koyee aurat kau hee moord e ilzaam thairaata hai. Tau woh bas pistee hee rehtee hai.

      Agar woh itni tang ajaatee hai keh saath naheen rehsaktee tau aur KHULA chahtee hai tau uss ka mehr bhee jata hai. Kyon keh baad mein aisee aurat jau bilkul gharailo hau woh tau financially tabah hau jaay gee aur ussay assistance ki zarorat haugee aur issi liay mehr bhee hai.

      Tau iss maslay ka kiya haal hai?

      1. Husband kau kis tarhan sahi karay?

      2. Agar alag haurahi hai (situation itni kharab hai) tau mehr kaisay rekhay apnay paas?

      Normally, #2 ki situation bohat hee severe haugee warna humari aurtain #1 bhee naheen kar paateen..

    5. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #5
      Irfan's Avatar
      Irfan is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Jul 2005
      Posts
      90,125
      Quote Originally Posted by Zero"0"

      mehar ke adaigi to pehlay he hone chahay bhai

    6. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #6
      Irfan's Avatar
      Irfan is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Jul 2005
      Posts
      90,125
      or mukmal deen nafiz ho or logh bhe mukmal deen ko apna leen to bewaoon kay haqooq bhe ada hoon gay or bohut se problam jo aaj heen wo na hoon ge

    7. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #7
      . Guest
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Quote Originally Posted by ikirfan
      mehar ke adaigi to pehlay he hone chahay bhai
      woh tau theek hai... laikin khula ki surat mein ussay wapis naheen karna parta?

      Yeh tau aik tarhan sey aur bhee bura hai... agar aisa huata hai. kyon keh agar uss nay mehr mein sey kuch kharach kar liya tau phir tau woh khula bhee naheen lai saktee!!!

    8. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #8
      NitWit's Avatar
      NitWit is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Dec 2003
      Posts
      11,759
      kia aurat itni kharaab situation main apna mehar nahi chor sakty ?
      Zindagi azaab honay say behter chor day ager us ka husband ada nahi kerta tu na keray is main us aurat ko tu gunah nahi millay ga

    9. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #9
      Irfan's Avatar
      Irfan is offline VIP Members
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Join Date
      Jul 2005
      Posts
      90,125
      Quote Originally Posted by Zero"0"
      woh tau theek hai... laikin khula ki surat mein ussay wapis naheen karna parta?

      Yeh tau aik tarhan sey aur bhee bura hai... agar aisa huata hai. kyon keh agar uss nay mehr mein sey kuch kharach kar liya tau phir tau woh khula bhee naheen lai saktee!!!
      kuch paa nay ko kuch khona

      or Ajar to Allah he dayta hay na

    10. Re: Aik Biwi apnay huqooq kaisay talab kar saktee hai? 
      #10
      . Guest
      This user has no status.
       
      I am:
      ----
       
      Quote Originally Posted by Suneea
      kia aurat itni kharaab situation main apna mehar nahi chor sakty ?
      Zindagi azaab honay say behter chor day ager us ka husband ada nahi kerta tu na keray is main us aurat ko tu gunah nahi millay ga
      Laikin Suneea... be realistic!

      Daikho... humaray yahan ki baishtar aurtain gharailu type ki hautee hain jin kau apnay paaon par khara hauna naheen ataa. Tau agar aik aisee aurat jau pehlay hee apnay husband ki waja sey pareishan hai tau woh agar apna mehr bhee chaurdaitee hai tau na sirif emotionally woh drained hautee (balkay hau chuki hai) balkay woh financially bhee bohat buri situation mein chali jaatee hai.

      I mean... every1 needs a place to live and something to eat. Agar uss ka maika ussay accept kar lay theek... laikin agar naheen hay ya naheen kartay tau buri situation. Laikin agar kar bhee lain tab bhee uss aurat ku paisaun ki zarorat tau humeisha hee rahay gee. takay apnay gharwalaun par bojh na banay jab tak apnay paaoaun par naheen khari hautee.

      Pls. don't think from emotional side only... look from practical point of view.. I mean survival kaisay hauga.

      Ab yeh mut kehna ka Allah Taala karday ga... Woh tau definitely karta hee hay laikin humain bhee tau Uss nay kaha hua hai keh koshish karain.

    Page 1 of 3 123 LastLast

    Similar Threads

    1. Mia Biwi aur Voh...Biwi ka shikwah
      By Abdus Samad Shaikh in forum Poet's Club - (Publish Your Poetry)
      Replies: 24
      Last Post: 10-14-2009, 07:56 AM
    2. Apnay chehray Se Jo Zahir hai Chupayen Kaisay
      By Mystique in forum Artist & Designer's Clubs
      Replies: 0
      Last Post: 11-11-2007, 05:03 PM
    3. Mohabat Mar Nehi Saktee
      By asif913 in forum Urdu Poetry / Sher o Shayari
      Replies: 4
      Last Post: 07-02-2006, 04:48 PM
    4. [SOLVED] Apnay is DIL say taira naam Mitaawon kaisay
      By ~*Atta*~ in forum Poet's Club - (Publish Your Poetry)
      Replies: 25
      Last Post: 01-04-2006, 09:47 AM
    5. tum is key hud ko chu bhee nahi saktee ...........
      By HG_Pagal in forum Urdu Adab / Literature
      Replies: 6
      Last Post: 07-01-2003, 12:10 PM

    Visitors found this page by searching for:

    biwi ke huqooq

    shohar ke huqooq in islam in urdu

    mian biwi ke huqooq in urdu

    biwi ke huqooq in islam in urdu

    biwi ke huqooq in urdu

    islam mein biwi ke huqooq in urdu

    biwi ke huqooq in islam

    biwi ke huqooq shohar par

    biwi ka haq shohar par

    Shohar ke huqooq

    aurat ke huqooq in islam

    aurat ke huqooq in islam in urdu

    mian biwi ke huqooq in urdu pdf

    mian biwi ke huqooq

    biwi ke huqooq shohar par in urdu

    biwi ke huqooq hadees in urdu

    shohar ke huqooq biwi par in urdu

    islam mein aurat ke huqooq

    biwi ke huqooq urduislam mein biwi ke huqooqshohar ke huqooq urdumian biwi ke huqooq in islamshohar ke huqooq biwi paraurton ke huqooq in urduislam me biwi ke huqooq
    Tags for this Thread

    View Tag Cloud

    Bookmarks
    Bookmarks
    Posting Permissions
    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •