jis ghar main surah baqrah ki tilawat hoti hay us ghar say jinnat shiateen or jadu kay asrat khatam hojatay hain or har tarah ki parishanian bhi khatam hoti hain .......
lakin surah baqra ki aakhri ayat ko har namaz kay baad parhnay say har tarah ka sakoon hasil hota hay or khas tor par un halaat main jab kisi dushman say koi khatra ho or mulki halaat kharab hun ya qoum intashar ka shikaar ho tou is dua ka wird kusrat say karna chaiye.....





LinkBack URL
About LinkBacks












