ye sabq parh liya hai
insha Allah mashq k sath hazir hoga
thnx for teaching
be blessed![]()
is Largest Urdu Forum on net, Read & Share Poetry and a Lot more Register Now!
Already a member? Click to sign in!
This is a discussion on Ilm-e-arooz,aor taqtee ki tareef, aor taqtee karney ka tareeqa. within the Poet's Club - (Publish Your Poetry) part of the Shayari / Urdu Poetry category of Urdu Poetry / Shayari | Islamic Art | Al-Quran & Hadith | Book Download | Gup Shup & more, ye sabq parh liya hai insha Allah mashq k sath hazir hoga thnx for teaching be blessed... tags: ashaar, baat, hijar, ilm, kamaal
|
|
ye sabq parh liya hai
insha Allah mashq k sath hazir hoga
thnx for teaching
be blessed![]()
Asalam o Alaikum,
Zain bhai kaya baat hai tak'ti kuch kuch samajh aani shuro hoi hai aik he mazmoon parh kay. aur socha (Dinesh Thakur sahib kay mashwray pay amal kartay howay) keh kiyon na iss pay kuch waqat lagaya jaye. tu kuch ashaar likhay thai (jo aap ko janay say pehlay sunaye bhi thai, un ki tak'ti karoon. tu hazir hai aab aap daikh kay bataiyeah ka baat kahaan tuk pohanchi .. kitna theek raha kitni ghalityaan keen.
Shayer Tu Ban Gai Hoo, Yeah Shayeri Hoo Kartay
22 2 2 12 2 2 212 2 22
Shayer = 22
Tu = 2
Ban = 2
Gai = 12
Hoo = 2
Yeah - 2
Shayeri = 2 1 2
Ho = 2
Kartay = 2 2
Lafzoon Say Khayel Kar Bas, Saahari Hoo Kartay
1121 2 211 2 212 2 22
Lafzoon = 1 1 2 1
Say = 2
Khayer = 2 1 1
Kar = 2
Saahari = 2 1 2
Ho = 2
Kartay = 2 2
Faqat Apna Haal Likha Ya Hasab e Haal Likha
12 22 21 22 2 121 121 22
Faqat = 1 2
Apna = 2 2
Haal = 2 1
Likha = 22
Ya = 2
Hasab e Haal = 121 21
Likha = 22
Bas Hijar o Visaal Likha Tu Kaya Kamaal Likha
2 121121 22 2 12 121 22
Bas = 2
Hijar o Visaal = 12 1 121
Likha= 22
Tu= 2
Kaya = 12
Kamaal = 121
Likha = 22
Yeah Shayeroon Ki Mehfil, Mere Qoum Kay Likhari
2 2121 2 112 2 222
Yeah = 2
Shayeroon = 2121
Ki=2
Mehfil = 112
Mere = 22
Qoum = 21
Kay = 2
Likhari = 222
Janaan Janaan Likh Keh Azmat Jinhoon Nay Haari
221 221 21 2 22 212 2 22
Janaan = 221
Janaan = 221
Likh = 21
Keh = 2
Azmat = 22
Jinhoon = 212
Nay = 2
Haari = 22
Hay Haal In Ka Aysay Jaysay Khizaan Ki Rutt Hai
2 21 2 2 22 22 221 22 2
Hay = 2
Haal = 21
In = 2
Ka = 2
Aysay = 22
Jaysay = 22
Khizaan = 221
Ki Rutt = 2 2
Hai = 2
Sanam Tarash Aysay, Har Shair In Kaa Butt Hai
22 221 22 2 22 2 2 2 2
Sanam = 2 2
Taraash = 2 2 1
Aysay = 2 2
Har = 2
Shair = 22
In = 2
Ka = 2
Butt = 2
Hai = 2
Faramosh Kar Hein Baithay Gayee Azmatoon kay Qissay
1221 2 21 212 12 2221 2 12
Faramoosh = 1 2 2 1
Kar = 2
Hein = 21
Baithay = 212
Gaiyee = 1 2
Azmatoon = 2 2 2 1
Kay = 2
Qisaay = 1 2
Kiyon Likhay Na Waqat In Ko Aab Zilatoon Kay Qissay
121 112 2 111 222 1121 2 12
Kiyon = 1 2 1
Likhay = 112
Na = 2
Waqat = 111
In = 2
Ko = 2
Aab = 2
Zilatoon = 1121
Kay = 2
Qissay = 12
Aab koi bataye yeah tak'tee kis had tak theek ki hai![]()
wow,kaya baat hai ji,Basit bhahi aap ko yahaaN dekh kar be intaha khushi huyi,
ma.azarat khaah hooN ke Pakistan maiN be had masrufiyat ki binaa par yahaan waqt na de saka,ab INSHA ALLAH 2 din baad,yeni 3rd july ko waapas uk pohanch aauN ga to yeh silsila dubaara shuroo karooN ga,aor aap ki post par tafseel se reply karooN ga,
tab tak mazeed kuch koshish kar rakhiye,![]()
Chaliyeah Zain bhai aap tu aap Allah swt kay fazal say bakhayriyat pohanch gai hein tu aab iss silsalay kay agay barhnay ka intazar rahay ga.
Wa.Salam

Bohat khoob Zain ji,
aasan aur sada ilfaz meiN aap ne Arroz aur Taqtee' ko bohat achhi terah samjha diya hay.
Allah khush rakhhay aap ko,
La jawab aur intihayee mufeed mazmoon
Bohut, bohut shukriya
wah bhae mashaALLAH , buhut he barhiya silsila raha ,
waqae is sy buhut kuch seekhny ko mily ga nay likhny waloon ko ,
or hum j sy kam elm loog bhi kuch seekh lengy ...
khush rahey ameen![]()
janb shahire k leya ilm e arooz zrrori han kia
ummm zaroori to haiN,lekin laazmi naheeN hai,........matlab kuch log is qadar nawaazey huye hotey haiN ke woh ilm-e-arooz jaaney bagheir bhi jo kehtey haiN,woh wazn maiN hota hai,aor shaairy ke tamaam asoolon ko poora kar raha hota hai,so yeh kehna to jaaiz naheeN ho ga ke shaairy ke liye ramooz ka seekhna laazim hai, albata agar yeh zaroor pata hona chaahiye ke jo kaha ja raha hai, ya jo kaha gaya hai woh aaya wazn maiN hai ke naheeN, ya shaairy ke asooloN par poora utarta hai ke naheeN.

| « ~ Saal e Nou ..... Aik Duaiya Qita ~ | Ilm-e-arooz,aor taqtee ki tareef, aor taqtee karney ka tareeqa. doosara hissa » |
| Tags for this Thread |