Assalam-o-Alaikum..
sab say pehlay to UW Intazamiya ki janib say tamaam Ummat-e-Muhammadi S.A.W.W. ko zahoor-e-Sarwar-e-Kainaat S.A.W.W. bohat bohat mubarak ho.. dua hai k Allah SWT ham sab k dil ishq-e-Mustafa S.A.W.W. say bhar daiN, Ilahi ameen, sum ameen..
ab aatay haiN is maah k muqabla ki janib.. to janab is martaba aapko aik manzar/tasweer k mutabiq nazm kehna hogi.. us manzar ko daikh kar jo bhi khayaal aap k zehn maiN aayeN.. unhaiN sapurd-e-qalam kijiye aur muqablay ko raunaq bakhshiye.. manzar kuch yooN hai;
- aap apni kawishaat isi thread maiN 28th March tak share farma saktay haiN..
- nazm ka unwan daina hargiz nahiN bhooliye ga..
salamat rahiye..
UW Intazamiya..

































LinkBack URL
About LinkBacks
























