Assalam-o-Alaikum..
umeed hai k aap sab khairiyat say hoN gay..
is maah muqabla-e-tarahi ghazal k liye jis misray ka intikhab kiya gaya hai.. woh is sh'air ka misra-e-sani hai;
mujh ko meri hi udaasi say nikaalay koi..
"maiN mahabbat hooN, mahabbat ko bacha lay koi..!"
qawafi: bacha, saja, utha, dila waghaira..
Radeef: lay koi
aap apni kawishaat 25th July tak yahaN isi thread maiN post kar saktay haiN.. nataaij ka ailaan hamaray mohtaram judges ki marking ki bina par kiya jayega..
so jaldi say kaghaz qalam thaamiye.. aur aik shandaar si ghazal keh dijiye..
salamat rahiye
UW Intazamiya..

































LinkBack URL
About LinkBacks

















![[SIGPIC]](http://forum.urduworld.com/signaturepics/sigpic195940_8.gif)





