Narm siyah Andhera,
Kamosh aur Jaanleva
dabe pau,Laamuhaalah nikalti hai Parchayeeyo se
ripat jaati bekhabar qalb se
ek lamakaan khwahish,
dard aur ejah se araasta,
payk-e-bad khwabee, ifshaa-e haul
Tujhe pane ki woh talab-e-talaatum!
shab-e-siyah jaisi woh tamanna-e-Jaanaan

































LinkBack URL
About LinkBacks














